विंध्य & मध्य प्रदेश के लोकल बिजनेस के लिए
आपकी दुकान की अपनी वेबसाइट
— 48 घंटे में।
हर ग्राहक को rate, photo, location अलग-अलग टाइप करके भेजना बंद। एक link भेजिए — सब कुछ उसी में।
Mobile-first page. Booking button seedha aapke WhatsApp par. No app, no login, no jhanjhat.
पहले हम आपकी दुकान का डेमो पेज बनाकर भेजते हैं — पसंद आए तभी पैसे।
अभी
हर ग्राहक के लिए वही 6 मैसेज. रोज़.
Infynexa के बाद
Sharma Boutique
Rates · Photos · Location · Timing
एक link. ग्राहक खुद सब देखता है, फिर booking का message करता है.
वेबसाइट में क्या-क्या होगा
सब कुछ एक page par — jitna chhota, utna fast. Slow website customer wapas bhej deti hai.
WhatsApp बुकिंग बटन
हर स्क्रीन पर floating button. Dabate hi aapke WhatsApp par ready message — booking seedha aapke paas.
मोबाइल पर परफेक्ट
आपके 95% ग्राहक मोबाइल से आएंगे. Page 3 second mein khulta hai, kam data par bhi.
रेट लिस्ट
Saaf-saaf pricing. Jo rate aap batayenge wahi lagega — hum apne se koi number nahi banate.
फोटो गैलरी
Dukaan, product aur kaam ki photo. Sirf aapki asli photos — stock ya kisi aur ki nahi.
लोकेशन & टाइमिंग
Google Maps link aur khulne-band hone ka time. Naya customer bina phone kiye pahunch jayega.
अपना डोमेन
yourbusiness.in / .online — visiting card, Instagram bio aur WhatsApp status par lagane layak.
तीन स्टेप. बस.
Aapko computer chhoone ki zarurat nahi. Sab kuch WhatsApp par hota hai.
- 01
डिटेल भेजिए
दुकान का नाम, क्या बेचते हैं, rate, 4–6 फोटो और WhatsApp नंबर. 10 मिनट का काम.
- 02
हम बनाते हैं
48 घंटे में डेमो link आपके पास. Rang, likhavat, photo — jo badalna ho batayiye, badal denge.
- 03
लाइव
Pasand aane par payment, phir site live. Link Insta bio, WhatsApp status aur visiting card par.
साफ़ कीमत, छुपा हुआ कुछ नहीं
Ek baar banane ka charge, phir har mahine site live rakhne aur update karne ka.
Starter
₹499 एक बार
छोटी दुकान / नया काम शुरू करने वालों के लिए
- ✓ 1-page वेबसाइट, mobile-first
- ✓ WhatsApp booking button
- ✓ Rate list + 4 फोटो
- ✓ Infynexa subdomain
Business
₹999 एक बार
जिनको ग्राहक के सामने प्रोफेशनल दिखना है
- ✓ Starter का सब कुछ
- ✓ अपना डोमेन (.in / .online — पहले साल शामिल)
- ✓ पूरी फोटो गैलरी + Google Maps + timing
- ✓ Google पर मिलने के लिए basic setup
- ✓ WhatsApp link preview card
हर महीने
₹299 / महीना
पहला महीना फ्री
✓ Site live & fast रहेगी, domain renew हम करेंगे
✓ महीने में 2 बदलाव — rate, photo, offer, timing
✓ त्योहार/सीज़न का offer banner
✓ Google Business profile update
✓ महीने की रिपोर्ट — कितने लोगों ने WhatsApp बटन दबाया
✓ कुछ टूटा तो 24 घंटे में ठीक
जो सवाल सब पूछते हैं
मुझे वेबसाइट चलाना नहीं आता, फिर?+
Aapko kuch chalana hi nahi hai. Jo badalna ho, WhatsApp par message kar dijiye — hum kar denge. Aapka kaam sirf dukaan sambhalna hai.
₹299 महीने का क्यों?+
Isme domain renewal, site live rakhna, har mahine 2 update, festival banner aur report — sab shamil hai. Website ek baar bana kar chhod dene wali cheez nahi hai; jo site 2 saal se nahi badli, wo customer ko purani dukaan jaisi lagti hai.
क्या Google पर नंबर 1 आ जाएगा?+
Iska vaada koi bhi imaandari se nahi kar sakta — jo karta hai, wo jhooth bol raha hai. Hum page ka title, description aur Google Business profile theek se set karte hain, taaki aapke area mein log dhoondhein to aapka naam aaye. Baaki time aur asli reviews par depend karta hai.
पहले पैसे देने पड़ेंगे?+
Nahi. Pehle aapki dukaan ka demo page banakar bhejte hain. Dekhiye, pasand aaye to payment — nahi to koi baat nahi, koi charge nahi.
मेरे पास Instagram पेज है, फिर वेबसाइट क्यों?+
Instagram page kisi aur company ka hai — kal algorithm badla ya account band hua to aapke haath kuch nahi. Website aapki apni jagah hai, aur usmein rate, location, timing sab ek jagah dikhta hai. Dono saath chalte hain: Insta bio mein website ka link.
आज डिटेल भेजिए. परसों आपकी वेबसाइट लाइव.
Demo free hai. Pasand na aaye to koi paisa nahi.
WhatsApp पर डेमो मंगाइए